2nd October : Gandhi Jayanti, Gandhi Jayanti Speech, Gandhi Jayanti par 10 lines, Gandhi Jayanti par kavita

2nd October : Gandhi Jayanti (महात्मा गांधी: एक संन्यासी)

दो अक्टूबर को हम महात्मा गांधी के जन्म के रूप में मनाते हैं। महात्मा गांधी देश के राष्ट्रपिता हैं, उनके बारे में जितना कहा जाए सब कम ही लगता है। मैंने भी उनके जन्मदिवस पर कुछ पंक्तियाँ लिखी हैं। आशा करता हूं आप सबको ये पसंद आएगी। कविता का नाम: महात्मा गांधी: एक संन्यासी..

Tags : गांधी जयंती पर भाषण, गांधी जयंती पर कविता

अक्टूबर को करते याद.
करमचंद जी के घर का चिराग..
गुजरात का जो था वासी..
गांधी थे वो संन्यासी…

विदेश से की थी पढाई..
पर विदेशी मिट्टी उन्हें ना भाई..
दिल में थे उनके भारतवासी
गांधी थे वो संन्यासी..

आजादी की करी थी लड़ाई..
अंग्रेज़ भी जिसकी करते बड़ाई
शरण में आते थे परवासी..
गांधी थे वो संन्यासी…

चरखा कातI करते थे वो..
अहिंसा का पालन करते थे वो..
पेहनावा जैसा आदिवासी..
गांधी थे वो संन्यासी…

गोली सी रफ़्तार थी उनकी..
लोगों की कतार थी उनकी…
डंडा देख कर करो ना हंIसी..
गांधी थे वो संन्यासी…

नमक को खोजकर लाये थे
अनेको पाठ पढाए थे..
जिसके ज्ञान की दुनिया प्यासी…
गांधी थे वो संन्यासी…

1948 में चले गए वो…
आज़ादी दिला गए वो…
हाथ जोड़ खड़े भारतवासी..
गांधी थे वो संन्यासी…

2nd October : Gandhi Jayanti (Mahatma Gandhi : Ek Sanyasi)

Do October ko hum Mahatama Gandhi ke Janam ke roop mein manate hain. Mahatama Gandhi desh ke rashtapita they or unke barey mein jitna kaha jaaye sab kam hi lagta hai. Maine bhi unke janamdiwas par kuch lines likhin hai. Aasha karta hu aap sabko yeh pasand aayegi. Kavita ka naam : Mahatama Gandhi : Ek Sanyaasi.

Tags: Tags : Gandhi Jayanti Speech, Gandhi Jayanti par 10 lines, Gandhi Jayanti par kavita, Gandhi Jayanti Shayari

Do October ko karte yaad.
Karamchand ji ke ghar ka chirag..
Gujarat ka jo tha vaasi..
Gandhi they wo Sanyaasi….

Videsh se ki thi padhai..
Par videshi mitti unhe na bhai..
Dil mein they unke Bharatwasi
Gandhi they wo Sanyaasi..

Ajaadi ki kari thi ladaai..
Angrej bhi jiski karte badai..
Sharan mein aatey they parwaasi..
Gandhi they wo Sanyaasi…

Charkha kaata karte they wo..
Ahinsa ka palan karte they wo..
Pehnawa jaise aadiwasi..
Gandhi they wo Sanyaasi….

Goli si raftaar thi unkii..
Logon ki kataar thi unkii…
Danda dekh kar karo na haansi..
Gandhi they wo Sanyaasi…

Namak ko khojkar laaye they..
Ankeo path padhaye they..
Jiske gyaan ki dunia pyaasi…
Gandhi they wo Sanyaasi….

1948 mein chale gaye wo…
Ajaadi dila gaye wo…
Hath jod khade Bharatwasi..
Gandhi they wo Sanyaasi…

Witten By : Manish Goyal

Pic Edited by : https://www.canva.com/

Other Posts you may like : EK Mulakat Fir Se : 1+ Love Shayari, Hindi Poem, Hindi Shayari, Love Poem, Whatsapp Status, FB Posts, Shayari in Hindi

1 thought on “2nd October : Gandhi Jayanti, Gandhi Jayanti Speech, Gandhi Jayanti par 10 lines, Gandhi Jayanti par kavita”

Leave a comment